hey guys welcome to techhindi, if you face any problem in your smart phone, gmaes, banking, apps or solution of your all problem. sari jankari in hindi me.

Header Ads

Tuesday 14 July 2020

घर पर canara bank balance कैसे check करे - canara bank balance check

Hello dosto aj hum bat krege ki kese hum canara bank balance kaise check kare . Dosto pehle ke smeh me bank balance check karne ke liye bar bar bank jana padta thaa ya fir atm jana padta thaa. Lekin aj kal bank balance ghar par dekhna kafi asan ho gya hai.
canara bank balance kaise check kare

Par aj bhi bohat se log esse hai jinko ghar par bank balance dekhna nhi ata. Par tension mat loo jinko ghar par bank balance check krna nhi ata unke liye ye post bohat jaruri hai. Me aapko 3 subse asan trike btauga bank balance check karne ke liye.

Canara ka bank balance check kare app se (Canara bank balance check app)


Dosto jesse ki aapko pta hoga jub se technology ayi hai tub se sub khus online ho gya hai. Aj kal hum apps ke madad se bohat khus kar sakte hai.

Yaha tak ki bank balance check karne ke liye bhi market me apps उपलब्द hai. Jiske bar me hum bat krege.
Canara bank balance check app

To dosto canara bank balance check karne ke liye subse pehle aapko play store open karna hoga waha par se aapko all bank balance check 2020 app ko search krna hoga.

Uske bad aapko all bank pe click krna hai. Waha par aapko apna canara bank dudhna hoga. Bank milne par uspe click krne ke baad aapko screen pe 3 number show honge.
Canara bank balance check app

Unme se aapko first number pe click krna hai fir call automatic mil jayegi. Or thodi der bad cut ho jayegi. Or aapko fir bank ki or se sms ayega. Jispe bank balance ki sari detail mil jayegi.

Or agar aap mini statement bhi nikal vana cahte hoo to aap 3 number pe click kr lena. Aapko asani se sms ke jariye mini statement bhi mil jayegi.

canara bank balance check kre mobile number se

canara bank balance check kare mobile number se

Dosto canara bank balance check karne ka ye dusra trika un sub ke liye hai. Jinke pass android ya simple phone hai. Aap ko me ek number duga uspe aapni call krni hai.

Or sma se jariye aapko bank balance ki sari jankari mil jayegi. To bank balance check krne ke liye subse pehle phone dailer pe jana hai.
Canara bank balance check mobile number

Waha aapko Canara Bank's Balance Inquiry ke liye iss number 09015483483 ko dial kr lena. Or fir call bad me automatic cut ho jayegi.

Or aapko ek bank ki or se sms ayega. Jispe aapki bank balance ki sari jankari di jayegi. But iss ke liye dosto aapka mobile number bank account se link hona jaruri hai, nhi to aap ghar par bank balance check nhi kar paoge.

Bank se mobile number kaise link kare?

Bank se mobile number link karvana bohat asan hai, aapko bank jana hoga. Or waha pe number link ke liye ek form fill krna hoga.

Or 1 -2 din me hii apka mobile number bank account se link ho jayega. Number link hone ke baad aapko bohat se fayde mile ge jesse ki online payments krne ke, bank balance check krna or bhi bohat se fayde hai.

Sms se kaise pta kare canara bank balance? Canara bank balance check by sms


Dosto bohat se log sms ke jariye canara bank balance check krne ke bare me jankari lena cahte hai. Too iss liye me aapko ye trika bhi bta deta hmm.

Iss ke liye bhi android phone ki jarurat nhi hai. Aap kisi bhi mobile se sms krke bank balance ki jankari le sakte hoo. Bs iske liye subse pehle aap apne msg app me jaye.

Waha par aap Canara Bank balance ki Inquiry ke liye iss Number pe 09289292892 ek sms krna hoga. Msg me kya likhna hai me screenshot ke sath aapko bta deta hmm.
Canara bank balance check sms

Aapko iss number pe 09289292892  BAL likh kar Account number ke 4 last number dal do or send msg kr dena.

Fir thodi der me bank ki or se aapko msg ayega jispe aapko apki bank balance ki sari jankari mil jayegi. Bus iss ke liye bhi dosto aapka mobile number canara bank account se link hona cahiye.


Also read this -

जाने warranty का पूरा मतलब kya hota है - warranty meaning in hindi



Final words


Too i hope dosto aapko pta chal gya hoga canara bank balance kaise check kare, fir bhi dosto agar aapke maan me koi query hai to please hume comment box me bta dena hume aapko reply jarur denge. Thanks for reading.

No comments:

Post a Comment

Back To Top