hey guys welcome to techhindi, if you face any problem in your smart phone, gmaes, banking, apps or solution of your all problem. sari jankari in hindi me.

Header Ads

Monday 13 July 2020

जाने warranty का पूरा मतलब kya hota है - warranty meaning in hindi

Dosto aj hum bat krege ki warranty ka meaning kya hai. Aap ne bohat baar kafi sare logo se word ke bare me suna hoga. Jyada tar dukan dar ke मुह se ye word aapko sun ne koo mila hoga.
Warranty ka meaning kya hai

Kafi logo ko warranty ke bare me pta hoga or kafi sare logo ko nhi pta hoga. kafi log warranty or Guarantee ko Ek brabar hi samjate honge. Nhi dosto warranty ek alag hii चीज hai jis ke bare me jan-na aapke liye jaruri hai.

warranty ka meaning kya hai. (warranty meaning in hindi)


Warranty word cahe gurantee word se milta julta hoo, but warranty me kafi fark hota hai. Warranty word ka tub use hota hai jub hum koi bhi electeronic ya koi or digital product lete hai tub isska use hota hai.

Dukan dar aapko warranty bol ke product kharidane ko bolte hai or hum bhi le lete hai. Kyuki hume pta hota hai agar hamari चीज khrab hoo jaye to hum free me नई ली हुई चीज ko change krva sakte hai.

Iss liye hum bhi खरीद lete hai. Warranty se aap jo bhi चीज lete hoo to company or dukan dar aapko free me aapki product ki service krke denge.

Cahe kitne bhi pesse lge wo aapko apke product ko free me thik karke denge. Ye fayda hota hai warranty ka, warranty jada tar 1 - 2 saal ki hoti hai, aap cahe to khus pesse or de kar warranty ko बडवा sakte hoo.

Warranty se aap apne new product ko change nhi krwa sakte hai par aap free me service jarur krwa sakte hoo. Jub tak warranty ki validity hoo.


Also read this:-



isi mark का मतलब kya hota है जाने विस्तार मे - isi mark full form



final words :

To dosto ab aapko pta chal hii gya hoga ki warranty ka kya meaning hai. Aj se aap jub bhi aap koi product lene jayo too aapko Warranty or Guarantee ka matlab pta hoga.

Aap tension free ho kar koi product le sakte hoo. To dosto agar aap ke maan me abhi bhi koi query hai to please hume comment jarur kare. Hum aapko reply jarur krege.

No comments:

Post a Comment

Popular Feed

Recent Story

Featured News

Back To Top