hey guys welcome to techhindi, if you face any problem in your smart phone, gmaes, banking, apps or solution of your all problem. sari jankari in hindi me.

Header Ads

Saturday 25 July 2020

HDFC का bank balance check करे सिर्फ miss call मे

Hello dosto, Aj hum bat Ki iss video me hum bat krege HDFC bank ka balance kaise check Kare, dosto Hdfc bank India ka number 1 private bank hai. Dosto pehle ke smeh me bank balance check karna bohat muskhil hota thaa. Hume bank balance dekhne ke liye bar bar bank ya atm jana padta thaa. Lekin aj kal digital zmana ho gya hai.
HDFC bank ka balance kaise check Kare
HDFC bank ka balance kaise check Kare

Iss liye ghar bethe bank balance dekhna bohat asan ho gya. Aap me se bohat se logo ko ghar par bank balance dekhna nhi ata hoga, to me aj unke liye hii ye post lekar aya hmm aj hum aapko btaye 4 trike hdfc bank ka balance check karne ke. Ye trike smartphone vale or simple phone vale dono ke kaam ayege. Pr dosto me aapko bta du uske liye apka bank account se mobile number link hona cahiye.

Thabi ap ghar par bank balance check kar pavoge. Jinko nhi pta ki bank account se number kaise link hota hai. To ye bohat hii asan hai uske liye apko bas ek bar bank jana hoga. Or aapka mobile number link ho jayega apke hdfc bank account. Mobile number link karwane ke bohat se fayde hai, iss liye aapko mobile number jarur link karwana cahiye.

HDFC bank balance check number 

HDFC bank balance check number

Dosto agar hum bat kare ki kaise hum hdfc bank account ka balance check kare to wo boaht hii asan hai. Ye jo pehle trika me apko btane vala hmm ye simple phone or smartphone dono ke liye hai. Bs apka mobile number link hona cahiye hdfc bank account se.
HDFC bank balance check number

Dosto subse pehle aapko phone dailer me jana hoga, or vaha pe aapko 18002703333 pe call karni hai karni hai ye bilkul tool free number hai ispe apka koi balance nhi cut hoga.

Jese hii aap iss number pe call karoge to call automatically cut ho jayegi. Or bad me khus hii der me apke mobile pe ek sms ayega hdfc bank ki or se. Usme apke hdfc bank balance ki puri jankari hogi.


HDFC bank balance check by sms

HDFC bank balance check by sms

Dosto aj kal bank vale bohat sii digital service de rahe hai, jiske hume fayde bhi hai or nukshan bhi. Nukshan ye hai ki aapke family member ya friend apke bank account me se money transfer kar sakte hai or apko pta bhi nhi lagta.

Jese ki aap ne abhi ki khabar suni hogi, ki punjab ke ek ladke ne apne mumy papa ke account me se 15 lakh rupee खरच kar diye wo bhi pubg me. Iss liye aapko bhi smeh smeh pe apna bank balance check karte rehna cahiye.

Taki agar aapke sath bhi koi गड़बड़ ho apko pta chal jayega. To iss liye ye jo trike apko bta rha hmm is se aap ek sms ke jariye sirf khus seconds me hi bank balance ki jankari le sakte hoo.
HDFC bank balance check by sms

Aapko subse pehle msg app me jana hoga, or vaha par 1800-270-3355 pe msg karna hai, msg me bal likhna hai or khus hi der me apko hdfc bank ki or se ek sms aa jayega. Jis me apke bank balance ki sari jankari di jayegi. Agar aap hindi me ब likh kar bhi sms karoge to bhi apko bank ki or se reply aa jayega.

HDFC bank balance check by online app


Dosto agar aap hdfc banking app se apna bank balance dekhna cahte hoo, to vo bhi bohat hii asan hai. Bs uske liye aapko play store me jana hoga, or waha par apko hdfc banking app ko search karna hai.
HDFC bank balance check by online app

Or fir jese hii app install ho jaye, to apko waha pe apne user id or password se login kar lena hai. Agar aap ko apna password yaad nhi hai to aap forget password kar lena.

Agar aapko forget password karna na aye to bank ke costumer care number call kar lena. To dosto agar aap succesfully login kar paye to uske baad apke sahmne apke bank account ki sari jankari aa jayegi.

Aap iss app se or bhi bohat khus kar sakte hoo, jese ki mobile recharge, money transfer, mutual funds or stock market me paise invest Kar sakte hoo.


HDFC netbanking se bank balance kaise check kare


Dosto ye last trike bhi bohat hii asan hai, agar tool free number or sms ke jariye apna bank balance check nhi kar pa rahe hoo. Ya agar ap hdfc ka banking app download nhi karna cahte too. Apko hdfc ki official site pe ana hoga. Uske liye apko google me hdfc net banking likhna hoga.

Subse pehle link pe click karna, or jese mene aapko mobile app me login karna btaya hai. Vese hii apko isme bhi login karna hoga.

Apni internet banking user id or password se. Agar apko nhi yaad hai to aap bank costumer care se bat kare. Wo apko guide karege.

Agar aap succesfully login kar loge. To aap apne bank account ki sari jankari le pavoge.


Faqs :-

Q1. How can i check my HDFC account balance?

A. Friends, apko bs 18002703333 pe call karni hai. Or apke fir apke mobile pe msg ayega jispe bank balance ki sari jankari mil jayegi.

Q2. How can i check my last 5 transaction in hdfc bank?

A. Iske liye apko 1800-270-3355 pe call karna hai or khus hi der me bank ki or se apko sms ayega hdfc bank ki or se.

Q3. How can i check my hdfc account balance by sms?

A. Friends, iske liye apko 5676712 pe ek sms karne hoga or sms me likhna hai BAL or send kar dena hai. Or apko fir bank ki or se reply ayega.

Q4. How can i check my hdfc account balance by miss call?

A. Friends, apko bs 18002703333 pe call karni hai. Or apke fir apke mobile pe msg ayega jispe bank balance ki sari jankari mil jayegi.

Also read this :

Jio का internet और balance check करने के 4 तरीके



Final words :-


To dosto i hope ki apki query HDFC bank ka balance kaise check Kare solve ho chuki hogi. To mere dosto agar fir bhi apke man me koi swaal hai to please hume comment karke jarur btaye. Hum aapko reply jarur karege. Thanks for reading.

1 comment:


  1. Thank You for sharing such a wonderful blog, it is very useful. Bank Account

    ReplyDelete

Popular Feed

Recent Story

Featured News

Back To Top