hey guys welcome to techhindi, if you face any problem in your smart phone, gmaes, banking, apps or solution of your all problem. sari jankari in hindi me.

Header Ads

Thursday 16 July 2020

घर पर Pnb का bank account balance कैसे check करे 2 मिनट में

Hello dosto aj hum bat Karne vale ki Pnb ka bank account balance kaise check kare, dosto aj kal logo ko bank jana pasand nhi hai sub log cahte hai ki hmare bank ke kaam jaldi or ghar bethe hii ho jaye. Or bank vale bhi aj kal bohat sii services online hii de rahe hai.
Pnb ka bank account balance kaise check kare

Dosto jinke pass atm card hai wo to atm ja kar bhi pnb ka bank balance check kar sakte hai lekin kayi bar unki bhi maan nhi hota atm jane ka or wo sochte hai ki online mobile pe pnb ka account balance check karne ka koi trika hona cahiye.

To wo trika me aapko btane ja rha hmm. Cahe aapke pass smartphone hai ya simple phone me dono ke liye trike btauga balance check karne ka.

pnb ka account balance kaise check kare app se?


Dosto pnb ka account balance ghar par dekhna kafi asan hai. Par mere kafi friends ko iske bare me nhi pta hoga. Too me aapko bta deta hmm. Ye trika vese smartphones walo ke liye hai.
pnb ka account balance kaise check kare app se

dosto subse pehle aapko play store me jana hoga. Or vaha par aapko all bank balance check app ko dudna hai jese mene screenshot me dikhaya hai vese hii app hona cahiye.

Or fir aapko iss app ko open karna hai vaha pe aap ne pnb bank ko search krna hai. Search karne ke baad aap ne vaha pe click kar lena hai.
pnb ka account balance kaise check kare app se

Or vaha pe aapko 3 numbers dikhe is me se aap koi sa bhi number choose kr sakte hai. Cahe aap sms ke jariye pnb ka account balance check krlo, ya call ke jariye.

Aap mini statement bhi nikal kar dekh sakte hoo. Bs dosto ek baat ka diyan rakhna ki aapka mobile number pnb bank se linked hona cahiye. Thabi aap ghar pe bethe bethe bank balance check kar pavoge.

pnb bank account balance check number


Dosto aab ye trika unke liye hai jo smartphone use nhi karte ya jo app ko download nhi karna cahte. Me unke liye ye trika btane vala hmm.

Iss se aap simple phone se pnb ka account balance check kar pavoge. Bank balance check karne ke liye bs aapko phone dailer open krna hoga or vaha pe Punjab National Bank ka ye number 18001802222 dial kr lena hai.
pnb bank account balance check number

Or call mila leni hai. Or thodi der me aapki call automatic cut ho jayegi. Or fir thodi der me aapke phone pe bank ki or se msg ayega. Jispe aapke account balance ki puri jankari hogi.

Dosto kafi bar msg der se bhi ata hai iss liye thoda intzar kar lena. Or ha aap bank balance thabi check kar pavoge agar aapka mobile number bank account se link hoga.

Agar aapka number pnb se link nhi hai to abhi karwa le bank ja kr bohat hii asan hai mobile number 1 din me bank account se link ho jayega.

pnb bank balance check kare sms se


Ab dosto bat karte hai jin logo ko sirf sms se ke jariye hii punjab national bank ka account balance check karna hoo. Sms se bank account balance check karna kafi asan hai.

Bs aapko iske liye apna msg app open karna hoga. Or usme aapko 5607040 number pe ek sms karna hoga. Sms me kya likhna hai chalo bta deta hmm.
pnb bank balance check kare sms se

Aapko BAL likh kar apna bank account number dal ke msg send kar dena hai. Jese mene aapko screenshot me dikhaya hai vesa hii msg likhna hai aapko. Msg send karte hii aapko pnb bank ki or se reply ayega. Jisme aapko bank account balance ki sari jankari dii jayegi.


Also read this -

जाने warranty का पूरा मतलब kya hota है - warranty meaning in hindi



Final words


Too dosto i hope ki aapki query Pnb ka bank account balance kaise check kare solve ho gayi hogi. Agar fir bhi aapke man me koi swaal hai too please hume comment jarur kare hum aapko reply jarur karege. Thanks for reading.

No comments:

Post a Comment

Back To Top